Hateliyo kay pankh
Kitni ashaye hai mann me . udna hai akash me Lagake pankh apne hi hateliyo Kay Manzil durr sahi par namumkin to nahi Housla badne kay liye atmavishwas chhahiye Dil todne wale to qataar me khadey hi rahengey Par oonchi udan bharne ka khwab hoga ek din pura Bas ... hateliyo ko pankh bankar udd Jana hai .......!!!
Comments
Post a Comment