Posts
Showing posts from September, 2018
Kali ...
- Get link
- X
- Other Apps
Wo ek Kali khil gai thi do pyar karne walon k Milne se bhot khayal rakha gaya jab tak thi unke aanchal kay chhav me thi . Ek din aya wo Kali fuul ban gai . waqt bitata gaya ful ki mahek ek se Sara angan khushiyo se bhar jata tha ... ek din usey kisi dusre kay zindagi ki mahek banna pada . Wo apni hi muskan me jiti rahi . silsila chalta raha . achanak toofan aa gaya .. Charo ore andhera chha gaya ..
Hateliyo kay pankh
- Get link
- X
- Other Apps
Kitni ashaye hai mann me . udna hai akash me Lagake pankh apne hi hateliyo Kay Manzil durr sahi par namumkin to nahi Housla badne kay liye atmavishwas chhahiye Dil todne wale to qataar me khadey hi rahengey Par oonchi udan bharne ka khwab hoga ek din pura Bas ... hateliyo ko pankh bankar udd Jana hai .......!!!
Satya
- Get link
- X
- Other Apps
I tka souppa zhalay ka aaj cha jag ..?? mansancha mann eka pardhya aad sahajach olkhu shakt o ka ?? Kahi karnastav apla bolna zhala nahi ki anek vichar yeu lagtat..kii ka apan bolat nahi ahot ..kadachit vel nasel ..kadachit manat raag asel...pan kuthey tari manat ek vishwas asto ...ki nahin..aplyat kahi bighadla nahi ahey.. Nakki ch apan bhetnar ... punha tey kshan yenar ... Jo paryant shwas ahey prem kasa visarnar ....