Hateliyo kay pankh

Kitni ashaye hai mann me
.udna hai akash me
Lagake pankh apne hi hateliyo Kay
Manzil durr sahi par namumkin to nahi
Housla badne  kay liye atmavishwas chhahiye
Dil  todne wale to qataar me khadey hi rahengey
Par oonchi udan bharne ka khwab hoga ek din pura
Bas  ...hateliyo ko pankh bankar udd Jana hai.......!!!

Comments

Post a Comment